Lyrics the naat recited by Qari Waheed Zafar Qasmi "zahee muqadar hazoor-e-haq se"

Zahee Muqadar Hazoor-e-haq se Salam Aya Payam aya. Jhukao Nazrain Bichao Palkain Adab Ka Aala Maqam Aaya. Yeh Koun Sir Se Kafan Lapeete CHala Ha Ulfat Ke Raste Par (*2) Farishte Hairat Se Tak Rahe Hain Yeh Koun Zee-Ahtram Aaya.(*2) Yeh Rah-E- Haq Ha Sambhal Ke Chalna Yahan Ha Manzil Qadam Qadam Par(*2) Pohanchan Dar Par To Kahna Aaqa Salam Dijee Ghulam Aaya(*2) Visit My Facebook Page Facebook.com/TheLegendslines
Comments
Post a Comment